iopdw.blogg.se

Learn excel online in hindi
Learn excel online in hindi









learn excel online in hindi
  1. LEARN EXCEL ONLINE IN HINDI FULL
  2. LEARN EXCEL ONLINE IN HINDI OFFLINE
  3. LEARN EXCEL ONLINE IN HINDI PLUS

Iss course ki khaas baat yeh hai ki main aapko Excel examples ya उदाहरण ke madhyam se batayenge. Yeh course 4 parts mein hai jo basic level se shuru hota hai aur phir advance level tak jata hai. Maine ek free Excel course banaya hai aapke liye jisko karke aap shuruaat se Excel sikh sakte hai.

learn excel online in hindi

LEARN EXCEL ONLINE IN HINDI FULL

Josh Kosh FREE Excel full course in Hindi Inpar Excel sikhne ke courses free mein available hote hain. Pehle hum baat karenge Online Free courses ki. Internet par Excel ke kai courses hain, inmein se kuch free hai aur kuch paid hain.

learn excel online in hindi

MS-Excel online sikha ja sakta hai jaise ki maine aapko bataya online sources ka use karke.

LEARN EXCEL ONLINE IN HINDI OFFLINE

MS-Excel aap kai tariko se sikh sakte hain.Įxcel Offline aur Online dono tariko se sikha ja sakta hai. MS Excel Kaise Sikhe in HindiĪb aayiye jaaniye sabse important sawaal ka javab ki Excel kaise sikhe. Aise cheezein sikh kar aur unhe apply karte karte maine excel sikha aur aaj mujhe Excel ki Intermediate level ki information hai ye keh sakti hu.Īapke liye maine ek FREE excel course bhi banaya hai jiska link main is article ke Excel kaise sikhe section mein dala hai.Īb chaliye jante hai ki aap MS Excel kaise sikh sakte hain. Maine aise hi excel sheet mein data enter karke usse format karna shuru kar diya aur phir unke charts create karna shuru kiya, un tables aur charts ka kuch meaning nahin hota tha but mujhe kaise ye cheezein karni hain vo isse pata chal gayi thi.Īise karte karte maine Excel ke baare mein internet par search karna shuru kiya aur kuch articles aur videos dekhna shuru kara aur un cheezon ko Excel mein saath saath apply karna shuru kiya kyunki mere according agar koi cheez aap sikh bhi le aur usse apply karke na dekhe tab tak uska koi benefit nahin hai. Phir maine aise hi Excel khud se sikhni ki koshish ki. Maine sabse pehle MS Excel jab mai 6th ya 7th class mein thi tab maine apni teachers ko meri class ke marks ka data ek table form mein store karte hue dekha tha par tab mujhe nahin pata tha ki vo iske liye excel use karte hain, vo mujhe baadme pata chala.īaad mein jab maine MS-Powerpoint apne school projects ke liye use karna shuru kiya toh mujhe usmein tables aur charts create karna aaya, phir mujhe pata chala ki excel mein data enter karke hum tables directly bana sakte hain aur unke charts bhi bana sakte hain. Maine MS Excel mein Excel karna kaise sikha

LEARN EXCEL ONLINE IN HINDI PLUS

Aajkal ye bahut log apne personal use ke liye bhi use karte hain jaise teachers apne students ke marks ko store karke total aur percentage nikalne ke liye, students apne daily expense ko store karne ke liye, businessmen apni sales ya inventory ke data ko store karne ke liye.Įxcel skills hone se bahut logon ke job chances bhi badh jaate hain kyonki har office ke kaam mein data store hota hi hai aur agar aapko iska experience hoga toh aapke liye ye plus point hoga.Ĭhaliye ab main aapko apna experience bataati hun ki maine MS Excel kaise sikha.











Learn excel online in hindi